Twitter Data Leak Exposes 2.5 Billion Users to Hacker Threats
السلام علیکم بھائیوں، امید ہے سب ٹھیک ہو گئے
Ek bara data breach mein almost 25 million se zyada Twitter users ke email IDs ka expose hua hai Gal ne bataya ke hackers ne ye email addresses online hacking forum par public kar diye hain. Ek LinkedIn post mein unhon ne kaha ke ye database jo 23.5 million unique records par mushtamil hai, hacking, targeted phishing aur doxxing mein izafa kar sakta hai. Gal ne is leak ko intehai ahmiyat wala qarar diya aur kaha ke hackers mumkin hai Crypto Twitter accounts, high-profile accounts aur valuable usernames wale accounts ko target karenge. Mazeed siyasi aur anonymous accounts jo dedicated email use nahi karte unhein bhi compromise kiya ja sakta hai.
Wa Allaikum Salam brother,
Agr daikha jai toh mostly hammy Facebook ky khilaf yeh news milte ha ky woh hamare secrets aur SAB sell aur share karty ha different intelligence agencies ky sath. But AJ twitter ny bhi yeh mistake karde jis Sy yeh cheezy wajood Mai aye aur Zahir Sy baat ha twitter Mai exchange Ki tarah fund thoore hote ha toh yeh big names ky account ko use Karky apny agenda ky mutabiq posts kar skaty ha aur is Mai crypto ik ahm Cheez ha q ky Elon ky ik tweet Sy sab opper neechy hojata ha toh let suppose agr usky account sy aisa post Kiya yani Kisi coin ka Jo hackers Sy related ho toh woh pump hojai ga aur supply unky paas Hoge toh woh dump Karky scam karsakty ha aur may be different politician ky account Sy apny benifits ka post karsakty ha Jo Baad Mai issue create kar skaty ha
Major Tips You can do for Safety:
- Apne Twitter (X) account ka password change kar len aur ek strong password choose karen jisme upper case letters aur special characters zaroor shamil hon.
- Two-factor authentication ko lazmi tor par on karen aur apne account ke sath attach karen
- Agar apne Twitter account ko third-party sites ke sath connect kiya hai to unko unbind kar len.
- X muatiq phishing mail se door rahen aur bagair research ke kisi bhi link ko click na karen
apky batai Gai mostly cheezy mai ny follow Ki haa bs yeh Binding wala Abhi Nahi Kiya kuch ik adh airdrop ty jisky liya connect Karwaya ta toh woh remove kardy toh phir may be hum safe rahy but jis tarah pahly bataya yeh big whales aur account ko target karyngy toh hum jaiso ko darna Nahi chahiya q ky hamary account Sy woh Kya karlyngy hum toh waisy bhi begger ha (begger can't be chooser) toh humko kuch Nahi Kahy ga lol hahahah. Yeh mazak ta but apny security ko yaqeeni banai taaky faidy Mai aur safe rahy