Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Compromise me
on 13/07/2024, 11:13:45 UTC

Syed Bhai March mein Bitcoin $73,000 ke all-time high tak pohanch gaya jisse log yeh sochne lage ke kya yeh is cycle ka top hai. Crypto analyst or RSI Bollinger Band % phases use karte hai kehte hain ke Bitcoin abhi second early top phase mein hai. Yeh technical indicator jo accurately cycle tops identify karta hai suggest karta hai ke Bitcoin kaafi potential rakhta hai.
CryptoCon ke mutabiq Bitcoin historically paanch distinct phases se guzarta hai bull cycles ke dauran bear market breakout, first cycle breakdown recovery second early top all-time high break aur cycle top phase. Analyst kehte hain ke Bitcoin ne teesra phase complete kar liya hai aur ab do final phases ke liye tayar hai jo usay April 2025 tak naye heights tak le ja sakte hain. details



Important Tips for everyone

Sab say phly to RSI Bollinger Band % Phases ko Monitor Karein or Market Trends par Nazar Rakhein Credible analysts se updates regularly check karein taake market cycle stages ke baare mein updated rah sakein.
Or Long-Term Investments ke liye Planning Karein Agle phases me anticipated all-time high break ko dekhte hue short-term gains ke bajaye long-term investments ke liye tayyar ha
Ye June ka mahina Bitcoin ke liye kaafi challenging Wala raha. Is mahine mein Bitcoin ki price mein significant decline dekhien to 18k tak drop hoi hai .
Agar Bitcoin ki price dobara pump ho jati hai to hame is baat ka yaad rakhna chahiye ki June ka mahina bearish tha. Par Har ek dip aur rally se hum market ki behavior aur investor sentiment ke baare mein bohot kuch seekh sakte hain. Ye dips hamiem ko opportunity mein buy karne ka mauka Mila hai , baki June ka mahina bearish hone ke bawajood, humein ye samajhna chahiye ki market cycles aur trends ka hissa hain. Bearish phases humein future mein better decisions lene ke liye tayari karte hain.