Khoob bhai boht he zaberdast information share kiya ha apnay asy unique interesting information community ak sath share karty rahy takah ab apni health ki tarf bi dhayan day saky ya dunya to kabi kaai ki pori nahw hovi na he hony waki hai Mola Ali AS ka farman hai insan oassy kamany ka chakar ma apni sehat ghava deta hai ohr osi sehat ko hasnil krny ka lay apna passa jharch kar seta hai is lay uthna he kamna cahyw jitna ham afford kar skay zadya kamny ka chakar ma ham apnu ham apni sehat ka khayal ni karty easy agr banda kaasan ki life ki tarf dakhy to na he wo. warzidh karta hai phe bi fit rahta hai qkha oska kam he asa he khoon paseena wala kam hai jab jo loog bethay rahty hai inka life kam hoti ya bi ik reality hai Allah pak humri liay asani peda kary or sab ko sehat wali our skon zindagi dy Ameen.
Bhai bhot kamal ke bat kar di, bilkul asa he hai jisam me Jan hai to ap khoya howa sab kush wapis bana sakty hain agar jisam me Jan nhi to sab khush hoty howy gowan sakty hain, sabi kam tabi munkin hai jab ap puri tarhan sy fit hain, baqi ap batien bahi apnie apna setup shuro keya k nhi wase ye dekh bahi kamal k hain in Dino hamy apnie body ko zaror antivirs karna chahiye wo tabhi munkin hai jab ham zor wala kam karty hain us kam sy nikal ny wala pasina hamri body ko antivis karta hai.
Aj kal to mechanie dor hai zor walay kam ta ab rahiey he nhi aur sab sy best way jim he hai in Dino ap panie body ko jitna marzi grow kar sakty hain kuin k Jo protein ke body ko zaror hoti hai un me se zayad cheezien garam hoti hai jese driy fuirt wagira ye sardiyon me he suit karty hain body ko to in ko apnie dati me rakhy howy ap apnie body ko Kafi grow up kar sakty hain aur in Dino apko kis kisma ke dikat me nhi hoti aur bary bodybuilder b indin ho apnie body grow karty hain aur garmiyon me apnie body ke shapup karty hain to bahi Jim karien, hamaray usrad kahty thy k agar body banani hai to khao palwano ke tarhan game kro champion ke tarhan need lo bachon ke tarhan to bahi yehe Dino hai champion ke tarhan game karny k jism karo yan koi b game Daliy routine me lo jis sy body ko ye feel ho is waqat meny heavy work karna he karna hai.