Kenya To Legalize Bitcoin and Other Crypto
Well har taraf Bitcoin ky against decision ho rahy ha jo Bitcoin ki current price ko kafi damage kar Rahe ha like jo Biden intizamia ha woh apny seized Bitcoin ko sell kar Rahe ha a trump ky aany so pahly toh make things worse for him aur due to pro Bitcoin policies of trump woh isky iss aim ko difficult bana rahy ha aur abhi just news ha agr amli jama pehnaya gaya toh phir halaaat thoory aur bhi difficult ho skaty ha.
But isse beech Mai yeh Ik positive news agai, no doubt negativity ky muqabla kafi choote ha but cheezo ko sudharny Mai thoore bohout madadgaar sabit ho skate haa, hope so trump ky aany Sy aur bhi country Bitcoin ki ahmiyat ko jaan kar Issy legalize karny ki poore koshih karyngy.
Baki sunny Mai ayaa ky around 69k+ btc sold karny ka sooch Rahe ha Biden Intizamia toh Kya Kya rai rakhty ha ky iss qadar big selling Sy Kiya huge effect aur dump haamy daikhny ko mil skata ha aur phir ap Bitcoin ko kaha pa support Pai daikhty haa apni rai share kary
Bhai yai jo kuch ho raha hai yai in ki ahlaqi shakast hai bitcoin to control nahi ker saktai to us kai hilaf laws or regulations la rahai hai laikin yai bee nakam ho jai gai abee to kuch struggling countries hai jo openly is ko adopt ker rahai hai kiunkai El-Salvador kai baad kuch countries ko andaza ho gia hai is mai kia faida aur bahtry hai Biden to shuru sai hee is kai hilaf hai. Abee aur bee bohut sarai countries is taraf jai gai mai samajta ho Pakistan ko bee jana chahia per yai zahni mareez hai yai nahi jai gai kiunkai jis cheez sai Pakistan ka faida ho wo in ko pasan hee nahi hai.
lo ji mari is post ka saath he hmarya 1200 pages bhe mukamil ho gya. sub ko 1200 pages pora hona ke bhe mubarakbad.
Thanks Brother Ham nay 1200 pages ka milestone archive kar liaya hai ya humari local baord ka banay ma helpfull sabit hu ga our second PIA ka urooj ka bad zawal ka bad abi phr kuch urooj sharu hony wala ha Europe ki tarf PIA ki pheli flight 4 years ka bad paris ge ha ya ik seat back tha PiA ka lay Europe nay inpae restrictions lagai hovi the avi UK nay PiA par pabandi hati ni ha umeed ha jald he is saal ma March ya phar April ma Uk ka lay flight operation resumes kiya jaye ga
@Farhan99 abee apnai board ki baatai chor dai abee ham bohut door hai is sai pahlai apni community thory establish ker lai phir shaid is taraf ka sochai abee yaha apnai board kai liai kuch bee nahi hai Nigerian board bana aur bohut hee acha kaam ker raha hai hum to abee is thread per bee kuch acha nahi ker sakai laikin positive mind or creativity sai karai gai to umeed hai acha ho ga.