Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
JunaidAzizi
on 11/01/2025, 08:39:39 UTC
PIA par ya padabdi Europe union nay lagi thae jab june 2020 ma PTI ki government the our ik wazeer nay PiA ka pilots ki. licence ko galt kah diya jas ki wajjah say europe union nay PIA ki Europe ma padabi lagi di the ab 4 saal say zadya time ka bad ya pabandi hati ge Jo kah PIA ko khasay say nikaly ma helpful hu ga Abi PiA par 800 arab say zadya ka qaraza ha Is ka pichy Kas ka Hath inti profitable company ka Ya hall kas ki wajjah say hova?
Je brother ye 2020 ma ban huwa ta Europe ma because of the incident held in 2020 may. Ek air bus A320 jo ke lahour se karachi ki traf ja raha ta aur wahe airport ke qareeb ek populated area ma crash ho geya aur 97 casualties huwi ti os ki waja se aur dusra ek aur aur bus ta jo ke landing ma Kuch piolet ki waja se gear ma much huwa ta i think jes per UN na acyion leye ta ke aya Pakistani ke paas kes qesam ka license ha aur es waja per os ko Europe per ban kar deia geya.

Es ke destruction ma ek factor nahe ha jes ke uper hum keh sake ke es ki waja se huwa ha balke dozens of factors ha jes ki waja se asia ke biggest airlines ko es trah decline ka samna karna phar raha ha . En ka sub se pehle debt ha jo ke 2000s se start huw aha aur 2012 ma sub se zyada ho geya ha ayr dosra bara factor political ha har govt apne time pe os bande ko PIA ka menister lagwa daite hain jes ko ABC nahe pata hota Airlines ka jes ki waja se sara management ulta pulta ha. Tieesra jo ha wo old planes aur corruption ha, political bande jab ate ha wo serf apna heessa nekal kar chale jate ha aur wo paisa jo plans ke maintenance per lagna ta wo lay kar chle jate hain aur sath ma koi be long term strategies ya planing nahe ha.

Es ke elawa aur be kaye aysi factors ha jes ki waja se PIA aj aarbo rupy ka qaarzdar ha aur PIA ke airlines jagha jagha per ban ho rahe hain .
Ap es article ma read kar sakte hain.