Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
MusaPk
on 04/04/2025, 18:08:32 UTC
Bhai Kia Joke hai yar pata ni pagal Samja hova awam ko phly 18 rupee wali bijli ko 65 rupees par punchi di or os ka bad os ma sarc 7 rupee sastai kae ka qoumi taqreeb sajja kar khud ko shahbash dei hai plmn nay haha kia naseeb hai humary qouam ka hukmron bra alla mily hai wasy dakh jaye to isy realief ny chunna lagna khaayy hai or chunny lagny ma ya hukmmot ka ik alag he level hai jab tak humri jan ni choty ge is hukoomt sy mulak ka bera ghark hony sy koi ni ruk skata hai establishment nay bi full kohsish he hai awam sy jany ka haq bi cheen ly or ya ham nay dakha hai 26 November ko jha seedhy fire mary gay

Baqi waqt ka sath solar par move hona bari acha option hai qkh bijli ki ajj ki price har any waly saal sy manghi hotu ja rahai hai jab solar par par shift hu to ik bat ka khayal rakhy kah off garid ki tarf ja rahi qkh hukmmot ny on gird system par tax laga diya hai jo ya show karta hai kah ab off gird he tarf he awam jayw ge off gird ma bi ap apni azafi bijli kasi humasy ua relative ko sale kar skaty hai jo kah ik acha option hai hukmmot ko sale krny ki bajwy Allah pak sy diya hai hummy Imran khan jesa imandar leader ki hukmmot dobra naseeb hu Ameen

Ya to bilqil sahi baat hy ka government na pehla bajli ka unit ke prices boht high kr dee hn aur ab sirf 7 rupee sasta kr ka credit ly rhi hy. Bajli ke fee unit price abhi bhe boht zayda hn aur isko kam az kam 30 rupee sa necha krn phr ya government cedit ly ka hum na logo ka lea kuch kea hy. PM sb na is cheez ka credit bhe Army chief ko dea hy. Ya bhala Army chief hr taqreeb ma kyun ponch jata hy, kya iska ya kaam hy ka hr kaam ma tang arya aur jo iska apna kaam hy bus wo na kra.

Solar On-Grid ka to koe khas fayda nhi rha kyunka government ab ap sa qareban 8 rupee ka hisab sa unit ly ge aur becha ge 60 rupee ka hisab sa. Off-grid solution he best hy kyunka us sa din ma at least ap wapda sa bajlia nhi lyn gy aur is trh apk bill kafi kam aya ga.