Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
qurbanshah02
on 01/05/2025, 12:14:46 UTC
Happy Labour Day


Assalamualaikum
All community member are good
Wao, G bilkul Mazdoor kisi bhi mulk ki taraqqi ki buniyad hota hai aur Har saal  Labour Day manany ka maqasd ye he hota hai k in ki qurbaniyo ko yaad rakha jaye. Magar afsos ke sath kehna parta hai ke aj bhi kai ilaqon mein mazdoor apne bunyadi huqooq se mehroom hai. Wo din bhar mehnat karta hai na dhoop dekhta hai na barish sirf apni rozi halal kamaane mein masroof rehta hai.

Humein chahiye ke hum un ke haqooq ka tahafuz karen. Har mazdoor ka ye haq hai ke usay uski mehnat ka poora sila diya jaye. Aj ke door mein jab mahangai asmaan se baatein kar rahi hai bachary mazdoor ki ujrat utni hi rehti hai. Ye intehai na insafi hai ye to hamri government ko he  chahiye ke minimum wage laws par amal daramad karaye. Har shehri ka farz hai ke wo mazdooron ke haq mein awaz uthaye. In ke liye behtar kaam ka mahaul aur insaf ka nizaam hona chahiye.
G han or hamy inki ezat or inki sehat ka kayal rakna chaiye agar hum in cheezon ko tarjee nai den gye tu ye aista aista dunyia SE khatam hoty jaye gy. Mazdoor is dunyia ki jan is earth ka Dil ha. Agar ye nahon gye tu hamari dunyia kabsorst ni ho gi. Jiss ko hum American, los Angeles, London, china, Japan, jesi country ko dekain tu ye bohat hi koobsurat or is SE bar kr Switzerland Jo KY dunyia ka sab SE beautiful country ha. In sab ko koobsurat hamary mazdoor NY bnaya ha. Jiss ki hum kada ni krty. Ye garmio me doop per kam krty ha magar hum kehty ha KY hum ny passy diye tu kam kary. Jo KY Galat ha hum passy apny kam KY liye or vo apni mehnat kr hak KY Liye lety ha. Asal maqsad unki kidmat or unki sehat or enki ezat ha Jo KY hum nai krty ha.

Magar hum kia kehty ha KY ye 2 kori ka mazdoor ha iski kia ezat ye pasy lye or hamara kam kry tu hamary elako me asa behavior kia jata ha Jo ky bohat hi Galat ha. Agar kisi din sary mazdoor apny Rizak ko chor kr 1 month garo me beth jaye or is dunyia ki koobsurati ko cor de tu hmy andaza ho ga KY inki ehmiyat kia ha. Magar afsos hum contractor ko ezat dety ha magar unko nai Jo itni bari bari building banaty ha apni Jan ki parwa kiye begair apni 2 waqat ki roti KY Liye kam krty ha. Afsos hamy AJ bi unka kayal nai ha.