India ne raat ko Pakistan mai attack kr dia. Yeh Pakistan ki India se khoi pheli jang ni hai phela 1965 and 1971 mai b hui thi jis mai se ek mai Bangaldesh ko India ne le lia tha. Pakistan sirf control kr skhtha hai defend lakin attack ni kr skhtha. Phela toh Pakistan army b udhr attack kr thi thi in 1965 and 1971 wali jang lakin ab dekhne hai k iss dafa woh udhr jayein gein ya ni.
Doctors ko all time duty pr laga dia gya hai matlab chuti is not allowed orr sare taleemi adaroon per chuti hai. Siren ko alert kr dia hai or iss time Lahore se khoi flight ni ja rhi kyun k kal Bahawalpur mai b hamla hua hai jo Lahore k bohat qareeb hai masjids mai hamla hua hai. Lahore k jahaz bohat bare hangers k neche chalein gayein hain ta k attack na ho.
G bilkul bhai asa hw hova tha kal raat ka humala jo India ny kiya wo boht afsos nak bat hai humri mulak par humla hova or humri army bhang pee ka saoty rahy matlab koi bi attack ko defend ni kar skay dushman ko ik tajrba mil gya hai kah Pakistan par hamla ko defend ni kar skata ik kamzoor mulak hai daraal ma ham amera ka tato hai American vixe president nay kaha tha kah agr india Pakistan par attack karta bi hai to Pakistan ko wapis hamla ni krna hubga matlab chitar khnay hu ga jo kah Pakistani awam ny kahia huamri maqsad masjid tak shahees hu ge be gunah awam bi mary ge is indian attack ma or humra establishment kah rahi kah ham wapus attack ni kary gay mtalb kah tappar khany thay kah liya hai han Pakistan nay apna area ma jo India ka raffila tayray ay thya inma say 2 ko dira hai bas ya news social meida oar karyay ka tatao ki wajjah sy social media ki zanaet bani hovi hai jash kah Pakistan nay jhanag jheet li hai dour fity wa tuwdy dushman par hamla ni hova kah masoom citcizen ka military trail ka qanon pass karwa liya
India ny buzdilan hamla keya hai
par aur hamesha ki tarah ye asy karti arahi aur Yehamari badqismati hai ke Pakistan ny kabhi inko jawab nahin diya jo iski gunda gardi aur badmaashi ka munh tor saky.
Har mushkil waqt mein h Pakistani qoum apne watan ke saath khari hoti hai Pakistan ki khudmukhtari izzat aur ghairat ke liye. Magar afsos hamari leadership ne khaaskar is waqt ki hukoomat ne apna ikhlaqi farz ada nahin kiya. Modi jese dehshat gard ko uski zubaan mein jawab milna chahiye tha lekin nahi mila.
Aaj hum aik Islami aatmi taqat hain. Agar Modi ko hamari asal taqat ka andaza hota,l to wo sochta bhi nahi ke is tarah ki badmaashi kare. Magar kamzori humari hai hum jawab nahi dete.