"Youm-e-Takbir: Pakistan ka Fakhar aur Difa ka Din"
Aj ka din hmari tareekh ka eik boht eham din hy. Aj ka din Pakistan ka defa na qabil-e-taskheer bun gya hy. Hmarya dushman ko hmara atemai program eik ankh nhi bhata kyunka yahi wo asal hetyar hy jis ke wajha sa dushman border cross krna nhi kr pa rha. Eik baat ka afsoos rhya ga ka mohsin-e-Pakistan Dr Abdul Qadeer ko wo maqaam nhi mil saqa jis ka wo haqiqi mustahq thy. Duran e zindagi unko nazar band kr ky rekha gya aur wo is qaid ke wajha sa kafi afsurda thy. Zinda qoman hamesha apna mohsin ko izat deta hn, India ko dekh lyn unho na apna atmeia science dan Dr Abdul Kalam ko Sadr ka odha dea. Hum Dr Qadeer ko zindagi ma to izat nhi dy saqya pr apni ana wali naslon ko ya zaror btana ho ga ka Dr Qadeer he asal Mohsin-e-Pakistan hn.
Bilkul Theak kaha hai apnay ham nay apny itemi scientist Dr Abdul Qadeer ko izzar kia deni the inhay is qouam ki khidmat krny ka silla ka toor par nazar band kar giaya gaya ya jiya bi humri establishment na tha america ka khany par yaha tak mojy lagta hai Dr Abdul Qadeer nay apny last time ptv par interview par jab oay likah kar diya jaa raha tha kah yahi sarf bhoulna hai is ka alwa kuch ni bolna to Dr Abdul Qadeer nay pani ka glass ki tarf dakh kar kaha tha kah pani ma pee skata hu haye kia afsoos nak lahma hu gaaya jab itemi qouyat banay par inti bara saza di ge indian apny mohsin ki qadar ki to kaha tha wasy India sy yaad aya kah indian ko pta bi hai Pakistan itemi qouwat hai tab bi ham par hamla kiya phly or agar ham itemi.power na hoaty to aochy hunra kia banta gaza sy bi bhtaar haal hona tha hummy Dr Abdul Qadeer ka shukar ghuzar hona chaye of inka lay duya karni chaye kah Allah pak Abdul Qadeer sr ko jinnat ma alla sy alla maqam dy Ameen