Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Cheema02
on 27/06/2025, 19:43:00 UTC
Careem Discontinues Its Services In Pakistan

Kuch din phelay mujhee email receive hoi h Careem nay apni services Pakistan mein bund kernay ka irada kr lia hy aur yeh service 18 July, 2025 ko bund ho jiey gi. Phelay bhi Uber ki services katim hoi aur ab Careem bhi ja rahi hy Pakistan c. Ais ki aik wajah yeh hay k Pakistan government ki policies jo ain achi companies ko Pakistan mein rehnay ni detay.  Aur tu Aur kitnay logoon ka roozgar tha Careem c, aun sab ka kia hoga  Huh

Ab humaray pass YanGo aur IN-Drive ki services hein but Careem ka aik apna standard tha.  Sad

By the way, ais ki wajah yeh tu ni k Maryam Nawaz is launching her E-Taxi in Punjab and she wants no competition:Smiley
Bhai Ya kafi afoos nak bat hai ayy din koi na koi international company Pakistan ko chor kar ja rahi hai jo kab ik concerning sign hai mulak ma investment ni ayy ge to tarqi kesi hu ge unber nay phly he Pakistan ma apni services band kar di hai ab careem ka message bi dakh kaiya ya currput government krna kia chaha rahi hai mulak ka sath budget inta awam dushman bana diya hai kah aam bandy ka lay survive krna he mushkil hota ja raha hai oper sy rozgar koi band kar rahy hai no doubt in driver ki suhlat Pakistan ma masyar hai abi tak lay wahaa par loogo ka rozgar jora hova hai but jin loogo ka careem app ka sath rozgar joria hova hai inka kia qusor tha ya sb political instability ki waajah sy hu rahai hai asy ro koi company Pakistan ma business krna pasand ni kary ge any waky waqt ma is lay hukmmot ko policy change kanry ki zrrot hai E taxi dakha hai kia karti hai mojy ya bibi churni gareeb awam ka lay koi suhlat dy sarf apni currputation ka lay koi naya taqria wardat dhoodty hai