Next scheduled rescrape ... never
Version 1
Last scraped
Scraped on 27/06/2025, 19:47:45 UTC
Careem Discontinues Its Services In Pakistan

Kuch din phelay mujhee email receive hoi h Careem nay apni services Pakistan mein bund kernay ka irada kr lia hy aur yeh service 18 July, 2025 ko bund ho jiey gi. Phelay bhi Uber ki services katim hoi aur ab Careem bhi ja rahi hy Pakistan c. Ais ki aik wajah yeh hay k Pakistan government ki policies jo ain achi companies ko Pakistan mein rehnay ni detay.  Aur tu Aur kitnay logoon ka roozgar tha Careem c, aun sab ka kia hoga  Huh

Ab humaray pass YanGo aur IN-Drive ki services hein but Careem ka aik apna standard tha.  Sad

By the way, ais ki wajah yeh tu ni k Maryam Nawaz is launching her E-Taxi in Punjab and she wants no competition:Smiley
Bhai Ya kafi afoos nak bat hai ayy din koi na koi international company Pakistan ko chor kar ja rahi hai jo kab ik concerning sign hai mulak ma investment ni ayy ge to tarqi kesi hu ge unber nay phly he Pakistan ma apni services band kar di hai ab careem ka message bi dakh kaiya ya currput government krna kia chaha rahi hai mulak ka sath budget inta awam dushman bana diya hai kah aam bandy ka lay survive krna he mushkil hota ja raha hai oper sy rozgar koi band kar rahy hai no doubt in driver ki suhlat Pakistan ma masyar hai abi tak lay wahaa par loogo ka rozgar jora hova hai but jin loogo ka careem app ka sath rozgar joria hova hai inka kia qusor tha ya sb political instability ki waajah sy hu rahai hai asy ro koi company Pakistan ma business krna pasand ni kary ge any waky waqt ma is lay hukmmot ko policy change kanry ki zrrot hai E taxi dakha hai kia karti hai mojy ya bibi churni gareeb awam ka lay koi suhlat dy sarf apni currputation ka lay koi naya taqria wardat dhoodty hai

Finally, 600 Merit Milestone achieved.

Many congrats bro for this. Aisa milestones bnda achieve krta rhya to wo active rehta hy, aur us ma agya barhna ka jazba brhta rehta hy.
Musa Bhai apka ka dil say Shakira is khushi ka moka par ap naik alfaz sy yaad kiya. Thank You Janab  Kiss

Walaikumuslam...!
Wah g wah Cheema Sab ap to chaa gaye hen. Ye sab bhai jaan ap mi mehnat kaa hi natija hai jo ap yahan tak aaye hen. Beshak community kaa iss my barra hath hai lekn ap ki mehnat ky bina ye mumkin nai tha.
Or biklul kiu nai ap ny apna safar already shuru kar diya hai or ap jald hi Legendary Member ky qareeb qareeb hon gy. Abhi bhi qareeb hen lekn qareeb ho ky bhi thora door hen. Kiu ky abhi mazeed mehnat karna hogi. Bsss yun samjen ap Full Member ho gaye hen or ab ap ko Hero Member ban'na hai. Bss itni hi doori hai Legendary Membership my bhi. So keep it up ab apni manzil tak bohat jald pohnchen gy.
Themepen bhai Thanks a lot apnay pyary pyary alfaz sy wish kiya ya milestone waqia he ik bari achievement hai. inshallah Netx target will be Legendary. Thank You Janab  Cool

Original archived Re: Pakistan
Scraped on 27/06/2025, 19:43:00 UTC