15pt18pt !important; line-height: 1.3em;">No More Worries About Internet Shutdowns With with BitChat because Bitcoin and Messaging Are Now Possible Offline

Ye bhot major update hai, aksar bitcoin k oper ye sawal uthta hai k agar internet nhi hogaya to bitcoin b kis kam ka nhi aur aj naya app develop kiya gaya hai jiska naam
BitChat hai.
jack dorsey jo ke sabiq Twitter ayr ab X ke former founder b hain unhone ab Sabse interesting baat ye hai ke ye un logon ke liye khaas tor pe banaya gaya hai jo ye samajhte the ke jab internet nahi hoga to Bitcoin ka bhi koi faida nahi rahega jo ye samajty thy Bitcoin sirf internet wali currency thi.
Lekin BitChat k zariye ham baghair internet aur kisi network ke bhi messaging kar sakte hain aur is system ke zariye ham Bitcoin transactions bhi baghair internet ke kar sakte hain han mujy sheyed samjien me thodi ghalti ho. Magar ye un logon ke liye aik jawab hai jo crypto ko sirf internet tak mehdood samajhte the. Is tarah BitChat ne Bitcoin ko aur zyada reliable aur accessible bana diya hai.