Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
ZAINmalik75
on 21/07/2025, 20:59:36 UTC
Balochistan m afsos nak khaber
Larki ka bian m n Muhabat m shadi ke h zana ni pasand ke shadi m larki apny bhaio k Hato katal Kia chal ra h hmary Pakistan m k bahi he byhan k khon k doshman howy h pata ni agy agy Kia ho GA larki k akhari alfaz m Muhabat m qurban ho re m n nikah Kia h zana ni ab har taraf yahi news bhaghi ja re h asy knof nak wakeay pahly b ho chuky h hmary Pakistan m Lakin y AJ ke hed lines har taraf yahi news h ap log btay pasand ke shadi Karna gunah to ni hummy he in ceazo ko change Karna ho GA khair Allah hadait dy logo ko ameen
Sab Sy pahly toh mazrat Mai thoora busy ta apky post ka jawab nahi dy Saka but ik bandy ny apko link provide kardiya ha hope ap us Sy seekh ky smaj jawo ge, agr phir bhi samaj na Aya toh yaha pa pooch sakty ho zarori nahi Mai jawab du, Jo us waqt mojood hoga apko satisfied jawab dy da ga. Himmat na karna start Mai difficult hoga but with time sab easy hojai ga

Ha yeh Balochistan ka waqia bohout circulate kar Raha ha news aur several social media pa aur ap Jo Keh rahy ho Bhai ny maara toh aisa Kuch nahi ha yeh waha ky qabeely ky sardar ny jarga rakah aur us Mai order diya aur shoot bhi koi aur kar Raha ha mairy khayal sy Bhai itna sang-dil thoore ho skata ha.

But muj samaith bohout log isko condemned kar rahy ha aur unko arrest bhi kardiya gaya but agr aurat kisi Sy baag ky shadi kary toh ap ny ussy majboor Kiya hota ha woh pasandida shaks Sy shadi na karny ky Liya toh tabhi aisy waqaat aaty ha. So larki ko Pasand na Pasand ka ikhtyar Islam ny diya toh yeh Kon hoty ha. Unfortunately hum name ky Muslim ha and that the main reason follow Kuch nahi karna but Muslim ha