Wa alaikum Salam, shukr Alhumdullilah, ap sunawo. Wow Yar woh umeridress ka opper kaha Howa sentence yaha use karna behtr hoga like seriously 2000$ daily base pa aur is Sy zyada bhi. Ohh Bhai Kon ho ap yeh army ka Banda nahi Jo unka paisa white karny Aya ya Kya scene ha
More then 2000$ can buy At daily basis maybe more so you can contact me at any time
Like hum ny apny 4+ years ky Bitcointalk journey Mai ik sath 2000$ hold nahi Kiya aur ap ayai bhi nahi aur damaky start kardiya ha. Waisy Mazak apni jagga but I really support your efforts hamary community Mai bohout km log ha jo koi services provide karty ha just irfan_pak sir ko choor ky Kyu ky woh loan aur signature dono services provide karty ty
But abhi ap bohout lower rank ky ho thoora account pa work kary plus reputation banawo aur Sath Mai itna paisa ha toh Kuch 20$ , 50$ lagwa ky ACHA Theme banawo thread ky Liya tabhi user attract hongy.
mera bhai aapka reply deakh kar toh main dar gya qasam se
bhai main reseller hon Binance par silver merchent paxfull par power trader Okx par bhi hon mera pass toh purchase karna keh lia bohat customers hain but sell karna wala bohat kam main toh shyed daily 10000 bhi sell kar don but itna purchase karna keh lia pessa kahan se laon ga mera pass itna pessa nahi 5000USDT binance ne deposit karwa lia ab toh bass thoda pessa hain maximum 2000 hi buy kar sakta but itna koi sale hi nahi karta rooz abhi aap jesa bhai help karain ga mujha sale karain ga tabhi toh account grow kara ga na mera koshis toh jari ha but koi khass response nahi mill raha yahan
or han main customers ki payment kabhi bhi aga send nahi karta aapko pata ha aaj kal chain dispute chal raha ha toh koi issue na bana main hamesha woh cash karwa kar apna ik or account main deposit kar leta hon wahan se aga send karta hon inshaAllah kisi ko kabhi issue nahi aay ga
or ik baat main apna account privacy maintain rakhna chahta hon toh plz mujha meri paxfull ya binance ki profile share karna ka nah kaha koi han agar phir bhi proov chahia howa kisi ko toh main kisi asa trusted banda ko apna account share kar don ga jo promis kara ga keh meri privicy leak nahi kara ga yahan woh yahan VOUCH kar de ga mera lia ya koi aap loog tarika kahain ga toh woh kar lon ga sabit karna keh lia
Note : sab se zarori baat mera paxfull ka account 8 saal purana ha binance ka 2021 ka ha or lifemain jab main ne crypto trading start kia tha tab first time 32000 ka BTC lia tha to be exact i think 32300 main shyed 2016 ki baat ha yeah start main yahan naya hon main but crypto main nahi