Next scheduled rescrape ... never
Version 1
Last scraped
Scraped on 18/08/2025, 09:22:56 UTC
Cloudburst and Flash Flood in Pakistan

Asslamu Alaikum

Dosto aaj kal ham ek new term sun rahy hain. Flood to ham ny kai baar suna huwa hai or wo Pakistan main ata rehta hai. Lekn bat karen Cloudburst ki to ye new hi hoga sab ky liye. Like main ny kabhi nai suna. Iss kaa matlab hai Badal kaa phatna.
Main ne apny barro sy pucha to yehi jawab mila ky ham ny aaj tak nahi suna ky kahin badal phatta ho.

Ab zara AI sy puch lety hain ky ye Cloud Bursting hai kaya?

Quote
Badal ka phatna (cloudburst) ek aisi soorat-e-haal hai jismein achanak aur bohot kam waqt mein, ek chhotay ilaqay mein intehai shadeed barish hoti hai. Yeh barish itni tezz hoti hai ke aisa lagta hai jaisay aasmaan se paani ki deewar toot pari ho.

Ye sab ho raha global warming ki waja sy or ham jo qudrat ki bnai cheezon main cherr khani karty hain ye sab uss kaa natija hai nahi to aisi cheezen naa suni naa dekhi.

Or hamary Mulk e Pakistan ky suba Khyber Pakhtunkhaw main iss ny bohat tabahi macha rakhi hai. Or dekhny ko mil raha hai ky nadyon my barry barry pathar bhi pani ky sath tair rahy hain.

Or wo jo ham ny dekha ky ek gaon hasta basta iss cloud bursting ki waja sy tabah ho gaya. Allah hmary haal par reham kary. Or ye azab hi hain ham par. Allah ham sab ko in sab cheezon sy mehfuz rakhy.

[REMOVED IMAGE]

Ab jahan Sharab ky permit issue kar diye jaaen wahan to phr esy azab ana banta hai. Jahan Masjidon ko ye shoc kar shaheed kar diya jaye ky ye khubsurti main rukawat hai to wahan to aisy azab ana banta hai.
Original archived Re: Pakistan
Scraped on 18/08/2025, 09:18:27 UTC