Next scheduled rescrape ... never
Version 1
Last scraped
Scraped on 18/08/2025, 10:59:09 UTC
Cloudburst and Flash Flood in Pakistan

Asslamu Alaikum

Dosto aaj kal ham ek new term sun rahy hain. Flood to ham ny kai baar suna huwa hai or wo Pakistan main ata rehta hai. Lekn bat karen Cloudburst ki to ye new hi hoga sab ky liye. Like main ny kabhi nai suna. Iss kaa matlab hai Badal kaa phatna.
Main ne apny barro sy pucha to yehi jawab mila ky ham ny aaj tak nahi suna ky kahin badal phatta ho.

Ab zara AI sy puch lety hain ky ye Cloud Bursting hai kaya?

Quote
Badal ka phatna (cloudburst) ek aisi soorat-e-haal hai jismein achanak aur bohot kam waqt mein, ek chhotay ilaqay mein intehai shadeed barish hoti hai. Yeh barish itni tezz hoti hai ke aisa lagta hai jaisay aasmaan se paani ki deewar toot pari ho.

[REMOVED IMAGE]

Bilkul bhai qudrat ka nazam hai global warning ya Allah pak ka azab hai ya jo swat, buneer or peer babu ma cloud bursting hovi hai boht khofnak the or kpk government ki rescue tsam ka 5 afrad bi apni jaan ki bazzi har gay thay wo jo gao ap bata raha safi hasti sy mat gya hai wo bunerr ka gao ka to naam nashan he mat gya ya boht afsood nak waqia hai ik khandan ka 20 afraf or kadi ki 15 afrad ki death hu ge Allah pak maaf farmay is gao ma sarf kuch afrad he zinda bachu thy yahi suna ma ay raha hai cloud blust bobt khofnak hota jasy usman sy sumandr phat gya hu or kpk ka almost 20 km ka area ko boht nuksan punchia hai is incident ma almost 300.sy zadya loog shaheed hu gaya hai or zakhmi ki tadad to boht zadya hai Allah pak in sab shahdio ko jinnat ma Alla maqam atta farmy Ameen
Original archived Re: Pakistan
Scraped on 18/08/2025, 10:54:40 UTC