Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
ZAINmalik75
on 28/08/2025, 23:54:12 UTC
Apki bat ko ma zyada tu nahe samaj saka han ek point ko uta kar ma ap kuch kehna chahta hun. P
2023 ma inflation zyada ho gaye ti , per ab Kuch loans mel gaye ha tu os ki waja se thora guzara kar deya ha inflation na pakistan ma per ye sub tab howa jab hame kuch loan aur mel geya , ab agr daika jate tu hum ne improvement nahe ki balke aur be zyada nuqsaan ma chale gaye hain , ek inflation ko control ma lane ke leye hun ne ek aur burden ko apne saaro pe rak deia ha.

Es ka best way ye ha ke logo ko zyada se zyada small industries chalane ke ideas deia jaye aur banks se loan jari ki jaye take loog zyada se zyada kam kar sake , aur apne foreign policy ma defensive agreements ko nekal ke economic plans shamil kare aur unke sath apne ties ko mazboot kare , warna kych time bad ye loan be khatam ho jayega aur inflation rate 2x zyada ho jayegi es dafa.
Daikho Dear government samajte ha ky hamay thoore sare life ky Liya inho ny select Kiya ha aur na hum saare umer yaha pa rahyngy. Woh sirf waqti toor par koi jugaar Laga ky awam ky Liya mehengai ko km karty ha aur jistarah sab Keh rahy ha ky meangai ka direct taluq ha inflation Sy toh yeh inflation km karty ha mehengai km hote ha awam ko oloo bana daity ha ky Daikho hum ny tarakki karde

Awam bhi kush aur ap ky wah wah aur jaisy hi government end Hoge yeh saara loan apasa Mai baant daite ha agr koi aur Aya toh sab ky nazr Mai woh baikaar Kyu ky usky door Mai phir inflation bar jai ga aur awam phir dobara old bando ko select karyngy aur yeh phir loan lyngy aur phir inflation km hoga artificially aur yeh istrah jari rahy ga.

Aur last Mai saara apko pay karna hoga phir tax bhi bary ga aur yeh sab alag hukoomat Mai Kyu ky usko new loan Jo nahi mil Raha. Aur yeh purany Waly 9,2,11 hojyngy aur awam wohi ki Wohi ki bajai olta neechy chale jai ge so issue hi issue aur unky mazy hi mazy