Wa Alaikum Assalam bhai ap ki baat bilkul theek hai bhai yeh masla sirf aaj ka nahi balkay 70 saal se chal raha hai har saal silab atta or koi hal ni talash ni kiya jata hai laakhon log beghar ho jatay hai faslein tabah hoti hai aur hum aik do haftay ro kar bhool jatay hai but jin loogo ka ghar tabah hoty hai wohi is dard mahsoos kar skaty hai insan ki sari zindagi ki kammi lag jati hai tab ja kar ghar banata hai is lay in say affected loogo ki maded kary Quran mai Allah pak ne kaha hai Jas ny ek insaan ki jaan bachi yo usne poori insaniyat ki jaan bachi hai Allah pak sb flood effected loogo par reham kary Ameen
Baqi hukmoot to planning nahi karti sarf funds kah jaty hai jo silab ka naam par bhir ki counties deti hai mojy lagta hummy khad sy maded krni chayebhai jo silab zada log hain un tak khana pani, kapray aur dawai pohchana sab se pehla farz hai agr khf ya ni kar skaty hai to koi trusted Ngo or sirf un idaron ko donate karein jo waqai ground par kaam kar rahy hai baqi hr bandy ka koi na koi faraz bnat hai har banda apni had tak koshish kary jasy social media ki.awz sy darya ravi ka qareeb housing schemes ke khilaf awaaz uthaye sy notice ly liya gaya hai
Bhai 70 saal sa bus ya he suna hy ky India na Pani band kr dea hy aur mulk ma agriculture ka lea pani boht kam ho gya hy ya phr India na Pani chor dea hy jis sa mulk ma seelab a gya hy. Agr ap mojuda surat haal dekhan to wo India na khulam khula eik trh sa Pakistan pr hamla kea hy pani chor kr aur lakhon log is sa mutasir hua hn jabka mali nuqsan to boht zayda hy.
Is moqa pr hum jo kr saqta hn hman wo krna chahya aur hakomat sa zayda umeed nhi lagani chahya. Kyunka hakomat na hr dor ma sirf apna benefit dekha hy aur is baar bhe uski nazran funds pr hn jo dosra mulk dyn gy seelab zadgan ka lea.