Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Compromise me
on 06/09/2025, 10:41:34 UTC

Aoa, sabi bahiyon ko Jashan e Milad un Nabi ﷺ Mubarak ho.

Alhamdulillah aaj ka din sarapa rehmat o barkat ka din hai, Ye din  mohabbat e Rasool ﷺ bhai chara aur aman o salamati ka din hai.
Hamien is mubarak din par apni zindagiyan sunnat e Nabvi ﷺ ke mutabiq guzarne ka ahad karein na k pahariyan bana k.
Durood o Salam ho Huzoor e Akram ﷺ par
Allah hum sab par apni rehmatain nazil farmaaye.