[REMOVED IMAGE] 
Aoa, sabi bahiyon ko Jashan e Milad un Nabi ﷺ Mubarak ho.
Alhamdulillah aaj ka din sarapa rehmat o barkat ka din hai, Ye din mohabbat e Rasool ﷺ bhai chara aur aman o salamati ka din hai.
Hamien is mubarak din par apni zindagiyan sunnat e Nabvi ﷺ ke mutabiq guzarne ka ahad karein na k pahariyan bana k.
Durood o Salam ho Huzoor e Akram ﷺ par
Allah hum sab par apni rehmatain nazil farmaaye.