Scraped on 06/09/2025, 11:40:51 UTC
Salam brothers.
Abhi ek hot topic chal raha haa EID MELANMELAD UN NABI tu ees see maa apnee post ka startup lun ga.
1- 12 RABI UL AWAl ko NABI PAK(S.A.W) ki na weladat confirm ha aurr naa heee unki wafat albata ye bat confirm haa kee unkii wafat aur weladat dunoo esii month maa huwii hain. (By DR. Israr Ahmad)
2- Quran maa 2 eido ke zikar mojud haa ek EID UL FITAR aurr dusrii EID UL AZHA es kee elawaa kahinn see bee ess eid ka zikarr mojud naheee haa. Yee ek Rasmi chez ha jesko hum logo ne start keya haiii. Na khud Nabi Pak(S.A.W) ne manayiii aur naa kahen perr kesii sahabi se nakal ha. ( By Mufti Tariq Masood)
3- Log esss pr Surah Younas ka hawala daytee hain jes ki ayat number 58 ha ke Allah kee fazal aurr rehmat per khushyan manoo aur es ayat see wo dalil laite hain ess EID kaa pr agr es se ek ayat peeche jaye yani ke ayat number 57 tu us ma Quran ke bare maa farmaya geya hain ke quran Allah ka fazal aur rehmat ha es per khushi mano.(By Eng Ali Mirza)
Yee 3 hawale hain merei taraf see joo sabait karta haaa ke EID MELAD UN NABI (S.A.W) ka koye Islami hayseyat nahee haaa.
Original archived Re: Pakistan
Scraped on 06/09/2025, 11:35:29 UTC
Salam brothers.
Abhi ek hot topic chal raha haa EID MELAN UN NABI tu ees see maa apnee post ka startup lun ga.