Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
SATWAT
on 16/12/2023, 23:21:48 UTC
. kisi Wazeeristan k admi se tafseel pooch ke ap k rongte kare hojaege. yahi masla Bangladesh k sath b paish aya. kisi army wale jo old ho us se pooche.


Brother, December k month mein hee sakotay Dhaka hoa tha jo k hamari history ka ek siah baab tha or eski zimmadari siasutdon pe dalna durust nhi ha yeh hamri Riayat ka failure tha. Bangladesh bun jany k baad Indera Ghandi jo us waqt Inid ki prime Minister thi, us ne kaha tha k hum ne Nazria Pakistan ko Khalleje Bangal mein dabo dia, yeh hum sub  k liye bht sharem ki baat thi. Afosos ki baat toh yeh ha k hum ne history se koi sabak nhi seekha or wohi ghaltian aaj bi repeat ho rehi ha. Allah Pak Pakistan pe rehem fermai. Aameen

Us waqt Bangladesh ki jo halat the tho wo unka haq tha m maghribi Pakistan ma jo cheez 50 ki milti wahe cheez mashriqi Pakistan ma 200 rs ma melte the. etne votes lene k bawajood be un k leader ko badshahat ka mauqa nahe deya gia. kia kia dastane sunae leken jab fauj aae bangla ma aur jo zulam aur jabar ka maidan qaim huwa uska bahut kam logo ko pata ha. Aurto k sath badkari kee gae, zulm ki inteha kii . ese waja se tho 90k fauj selendr huwe k sahee eeman aala koi sahei tha nahe k muqabla karta.
Merai bhai yai sab suni sunai baatai hai aik baat yaad rakhai Pakistani bantai hee bohut sary sazshai shuru ho gai thee jin mai bohut sarai local log bee shamil thai aur un kai sahulat kar India aik well established mulak thai jissia Pakistan ko kamzor kerna tha so wo log kamyab ho gai ab in bato ko yaad kernai sai kuch bee nahi milai ga laikin koshish karai kai apka aur hamara mustakbil acha ho jai jo nazar nahi aa raha kiunkai phir sai wohi kaam shuru ho gia hai aur ab in ka target bee wohi hai laikin ham kuch bee nahi ker saktai jaisa hamarai barai nahi ker saktai 1971 mai jo kai bohut bara almia hai.
aaj kal bohut sarai log Bangladesh ki taragi kai barai mai baat kertai hai laikin abee bee waha halat itnai achai nahi hai jaisai kai kuch arsai sai ab Afghanistan ki bee masalai dee jati hai laikin mahajro ki wapsi per galia bee dee ja rahi hai yai ziada ter propoganda bee hota hai halat ko harab kernai ka.