Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Rao420
on 17/11/2024, 15:24:44 UTC

Khoob bhai boht he zaberdast information share kiya ha apnay asy unique interesting information community ak sath share karty rahy takah ab apni health ki tarf bi dhayan day saky ya dunya to kabi kaai ki pori nahw hovi na he hony waki hai Mola Ali AS ka farman hai insan oassy kamany ka chakar ma apni sehat ghava deta hai ohr osi sehat ko hasnil krny ka lay apna passa jharch kar seta hai is lay uthna he kamna cahyw jitna ham afford kar skay zadya kamny ka chakar ma ham apnu ham apni sehat ka khayal ni karty easy agr banda kaasan ki life ki tarf dakhy to na he wo. warzidh karta hai phe bi fit rahta hai qkha oska kam he asa he khoon paseena wala kam hai jab jo loog bethay rahty hai inka life kam hoti ya bi ik reality hai Allah pak humri liay asani peda kary or sab ko sehat wali our skon zindagi dy Ameen.
Bhai bhot kamal ke bat kar di, bilkul asa he hai jisam me Jan hai to ap khoya howa sab kush wapis bana sakty hain agar jisam me Jan nhi to sab khush hoty howy gowan sakty hain, sabi kam tabi munkin hai jab ap puri tarhan sy fit hain, baqi ap batien bahi apnie apna setup shuro keya k nhi wase ye dekh bahi kamal k hain in Dino hamy apnie body ko zaror antivirs karna chahiye wo tabhi munkin hai jab ham zor wala kam karty hain us kam sy nikal ny wala pasina hamri body ko antivis karta hai.

Boss is dor me marna bi bhut mushkil howa hai mangai ne Jo zor para howa hai bass 2 time ke rotti nazib hojay yehe bhot bari bat hai jym exercise to bhot door ke BAT hai. Exercise kar lo yan apnie ghar walo ka patty bar lo ab ap jym me jo gy to coch ap ko Jo date bana k de ga wo aik din ke 2k sy oper bana deta hai aur wo no lo to ap ke fittnes nhi ban sakti to ap he batien jab asa hal ho to garib keye kariy, Yeh bat theek hai exercise he hamri fittnes hai mind ko fresh karti hai par ab aik kam hota hai yan apni khwish puri kar lo yan bhett.