Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Cheema02
on 18/11/2024, 14:34:02 UTC

Boss is dor me marna bi bhut mushkil howa hai mangai ne Jo zor para howa hai bass 2 time ke rotti nazib hojay yehe bhot bari bat hai jym exercise to bhot door ke BAT hai. Exercise kar lo yan apnie ghar walo ka patty bar lo ab ap jym me jo gy to coch ap ko Jo date bana k de ga wo aik din ke 2k sy oper bana deta hai aur wo no lo to ap ke fittnes nhi ban sakti to ap he batien jab asa hal ho to garib keye kariy, Yeh bat theek hai exercise he hamri fittnes hai mind ko fresh karti hai par ab aik kam hota hai yan apni khwish puri kar lo yan bhett.



Har cheeze ka solution hota hai  ab zarori ny exercise k leye ap k pass pasie hon to ap exercise kar sakty hain, Subah ki sair ke liye na kisi mehngay saman ki zarurat hai aur na hi kisi khaas jagah ki.

subah ke waqt ki taza hawa aik naimat hai jo kisi bhi mehngay khanay ya dawa se zyada faidemand hai. Is waqt ki halki si chehal qadmi ap ki sehat ke liye be had faidemand sabit hoti hai. Science bhi ye sabit kar chuki hai ke fajr se pehle aur us ke baad ki gayi walk jism aur dimagh ke liye behtareen hai. Sirf 15 se 30 minute ki subah ki sair mukhtalif bimariyon se mehfooz rakhne ke saath saath jismani aur zehni energy barhane mein madad deti hai. 



Yaad rakhien sehat he sab se qeemti dolat hai, aur subah ki sair aik asaan aur free tareeqa hai ise barqarar rakhne ka.
MashAllah Bhai kai dil ko Choo lany walu bat kar diya hai Sehat hai to sab kuch hai dunya ma sehat say ya dunya os aski roniqey achi lagati hai qkha sehat mand shakas ka damag bi sehat mand hota hai or zrori nahw kah sehat ap exercise krny ya gyam jany sy rahy gay is lay ap koi bi healthy activity jasy kah cricket ya football khayl kar apant body or apny ap ko fit rakh skaty hai is ma koi oassa ma kharch ni hu ga or apka kam bi ban jaye ga ap. say akar dakha hu ga jo larkay apny apko sports related activity ma. busy rakhty hai wo sehat ma slim or fit hoaty hai

Is ma koi Shak wali bat ni sabhu ki walk qudrat ka azeem. tufa hai but os say bhter tofa apko bata hu wo ha sabhu ki namaz pharna or phar ka walk karny jana sabhu namaz sy na sarf humra damag active hota hai but osk sath sath ya Allah pak kintarf hai apny gism ko fit rakhny ma madad deta hai wo khaty hai ik. sajada jasy to ghura smajta hai hazaro sajady sy deta hai adami ko nijat is lay Sabha ki walk ka sath sath namaz ka itheam lazmi kary Allah pak sab ko sehat wali lambi Zindagi dy Ameen